Ram Navami Shayari - Hindi Poem Sri Ram
A special Hindi poem - kavita for the Ram Navmi, the birthday of Lord Shri Ram is for you ! Send it your friends if you like !
Jai Ram , Jai puroshottam, Jai Raghunandan,
Unke saare naam bateyen unki poornta,
Harr kar raavan ka sar,
Dekar duniyan ko satyata ka paath,
Diya sadev shri Raam ne Manavta ka saath,
Vijay Divas ye kehlaya,
Jab Duniya mein Shri Raam roopi
Vishnu ka Avataaar aaya,
Dekho aaya,
Aaya Ram navmi kay tyohaar aaya!
Happy Ram Navami






Filed in








