[x] Do you like Poetry?
Are you a great Shayari Kadradaan.
Click hear to access more than 100000 poetry
and meet many great poets at Biggest Community
Click Here to Join Yoindia ShayariAdab

Sms ‘n’ Shayari : Shayri,Songs Lyrics & Jokes

Most Organized & Biggest Collection for Shayari, Sms, Orkut Scraps, Jokes & Songs Lyrics.
Indias Most happending Community


‘Shayari’


Mohabbat k naam ka jaam baaki hai

peene de saaki abhi shaam baki hai
unke naam ka ek jaam baki hai jana hai
ladkhadate hue is mekhane se
peene de abhi in kadmo mme bahut jaan baki hai

Submitted by : Sachin

Tere Jaane Ke Baad

Submitted by : Vijay Kumar Singh

Kaun aayega mere dar par tere jane ke bad….?
Kaya rah jayega meri jindgi main tujhe khone ke bad..?
Dil tere entejaar mai tarpayega hamen…
Tera chera bar-bar yaad aayega hamen….

खामोश बातें

जब कोई ख्याल दिल से टकराता है ॥
दिल ना चाह कर भी, खामोश रह जाता है ॥
कोई सब कुछ कहकर, प्यार जताता है॥
कोई कुछ ना कहकर भी, सब बोल जाता है ॥

Sacche yaar ki mohabbat-Shayari

Khabar na usko mere pyari ki,
Chayi hai us pe ghaflat na-aitbaar ki,
Koi jaake kehdo usay,
Milti nahi mohabbat aise sacche yaar ki..

Submitted by : Mohd. Hasan

Tere Pyar mein…

Kabhi socha naa tha ki aisa hoga
Wahi purana kissa,
Jo dastoor e duniya,
Mujh pe bhi yun laazim hoga
Tod dega mujhko iss tarah se,
Zakhm ek naa dikhe,
Dard magar bohot,
Aur bass yahi khyal,
Bacho mein iss-se kiss tarah se,
Taareekh ki har dastak kuch aisi hogi,
Thora sa aur zehar,
Thori si aur thakawat,
hoti rahe jazb meri jism ki kuch aisi hogi..

Aur kya kahun, tukde dil iss tarah hue,
Na unko dosh sake, naa khud ko maaf kar saken
Tute hue bejaan se jaise kahin dabe hue..

Submitted by : Mohd. Hasan

Duniya ki bheed aur mein aur tum

JIS DIN PYAR KE AIHSAS KO SAMAJH JAOGE,
APNI HARSANSO ME MERA HI NAAM PAOGE,
MERA PYAR US WAQT DEGA TUMHE AAWAZ,
JAB TUM DUNIYA KI BHID MAI KHUD KO AKELA PAOGE

Hathon ki Lakeerein-Alag Alag

Submitted by : Mohsin Raza

NA CHAHAT K JAZBAAT ALAG,
NA KHUSHION K LAMHAAT ALAG

NA PHOOL SI THEE MEHKAAR ALAG,
NA GUZRI KOI BAHAR ALAG

NA HONTON KI MUSKAAN ALAG,
NA DIL K AHD O PEMAAN ALAG

NA DIN ALAG NA IMAN ALAG,
NA SUR SANGEET ,NAGMAAT ALAG

THEE SARI BAAT LAKEERON KI,
MERE HAATH ALAG , TERE HAATH ALAG ..!

Ek Shayari- Uske Liye


Submitted by : Mohsin Raza

Usey Kehna
Mukammal Kuch Nahi Hota
Milan bhi na mukkamal hai
Judai bhi adhori hai
Yahan ek mout pori hai!

Usey kehna
Udaasi jab ragoon main
khoon ki manind utarti hai
Bohat nuksaan kerti hai!

Usey Kehna
Bisaat-e-Ishq pe jab mout hoti hai
Dhukoon k sheher main jab raat hoti hai
Mukkamal bas KHUDA ki Zaat hoti hai..

बेटी दिवस पर बेटी को प्‍यार

हमारी प्‍यारी बेटी तू हमेशा हमारे लिए खास है
तेरे हिस्‍से का प्‍यार सिर्फ तेरे लिए
तू नहीं किसी से कम
हमेशा हमें इस बात का पूरा अहसास है

Daughters Day Shayari-father to Daughter

Yun toh harr din khaas hai,
Jo mera pariwar mere saath hai,
Par aaj mujhe kuch kehna meri beti sae,
Mujhe garv hai usper aur uske har dard ka ahsaas hai!


  • Biggest Shayari Community