Jaan ka karenge bhi kya :
Sir: Bachcho kasam khao kabhi saraab, cigarette nahi piyoge, non-veg nahi khaoge
Bachche: Nahi karenge sir
Sir: Kahbi ladki nahi chhedoge
Bachche: Theek hai sir
Sir: Jua nahi kheloge
Bachche: OK sir
Sir: Desh k liye jaan bhi de doge
Bachche: De denge sir, aisi jaan ka aur karenge bhi kya
(more…)
Ghalatfehmi mein-Ek mazedaar vyanga(Sent by Omprakash Surya)
ramesh:yaar tera pair kaise tuta ?
chaman:yaar galat fahmi ke karan
ramesh:kya galat fagmi?
chaman:yaar mai byke se jaa raha tha pahla mod aaya maine gadi mod di dusra mod
aaya maine gadi mod di yaar tisra mod aaya hi nahi aur maine gadi mod di…
Sent by : Omprakash Surya
Tag:[tag]sms, text, chutkula, vyanga, user submitted[/tag]







