Mohabbat k naam ka jaam baaki hai
peene de saaki abhi shaam baki hai
unke naam ka ek jaam baki hai jana hai
ladkhadate hue is mekhane se
peene de abhi in kadmo mme bahut jaan baki hai
Submitted by : Sachin
Eid Ascii Wishes: By Najeeb
.;””;. .;””;.
()”” ‘) ‘+, ” ,+’
( ,’o’)”) “+,+”
(,,) )
Just sending a WARM HEART
to say…
HAPPY EID and Enjoy
the holiday! God Bless!
Submitted by Najeeb
Watan k liye chordo ladkiyan
Submitted by : Ambuj Shukla
kyun marte ho bewfa sanam ke liye
do gaz zameen bhi na milegi dafan ke liye
marna hai to maro watan ke liye
karodon ladkiyan apna duptta bichha dengi tumhare kafan ke liye
Tere Jaane Ke Baad
Submitted by : Vijay Kumar Singh
Kaun aayega mere dar par tere jane ke bad….?
Kaya rah jayega meri jindgi main tujhe khone ke bad..?
Dil tere entejaar mai tarpayega hamen…
Tera chera bar-bar yaad aayega hamen….
खामोश बातें
जब कोई ख्याल दिल से टकराता है ॥
दिल ना चाह कर भी, खामोश रह जाता है ॥
कोई सब कुछ कहकर, प्यार जताता है॥
कोई कुछ ना कहकर भी, सब बोल जाता है ॥
Chand aur mera dost-Fun Humour
a mere dost
Kya Hua agar chand ko apni chandni par gurrur he …..wah wah
Kya Hua agar chand ko apni chandni par gurrur he …..wah wah
main bhi kahta hoon ki
mera dost langur he…
Submitted by : Yogesh
Sacche yaar ki mohabbat-Shayari
Khabar na usko mere pyari ki,
Chayi hai us pe ghaflat na-aitbaar ki,
Koi jaake kehdo usay,
Milti nahi mohabbat aise sacche yaar ki..
Submitted by : Mohd. Hasan
Duniya ki bheed aur mein aur tum
JIS DIN PYAR KE AIHSAS KO SAMAJH JAOGE,
APNI HARSANSO ME MERA HI NAAM PAOGE,
MERA PYAR US WAQT DEGA TUMHE AAWAZ,
JAB TUM DUNIYA KI BHID MAI KHUD KO AKELA PAOGE
Ek Shayari- Uske Liye
Submitted by : Mohsin Raza
Usey Kehna
Mukammal Kuch Nahi Hota
Milan bhi na mukkamal hai
Judai bhi adhori hai
Yahan ek mout pori hai!
Usey kehna
Udaasi jab ragoon main
khoon ki manind utarti hai
Bohat nuksaan kerti hai!
Usey Kehna
Bisaat-e-Ishq pe jab mout hoti hai
Dhukoon k sheher main jab raat hoti hai
Mukkamal bas KHUDA ki Zaat hoti hai..
Life-Submitted by Shahraj Patel !
Quote for Today:
Some people come in to your life and quickly go.Some stay for a while, leaves footprints on our hearts,and we are never, ever the same.
iDescribe
Very true, there are many people we see in our life but only few we remember and only few makes special place in your life. And as they get special, they also change the way you live. One tends to do things which might affect those special or do things for those special people.







