Deewana mein Deewana-Lyrics(Jahan Jaaeyega Hamen Paaeyega)
ru ru ru ru ru
Hey…
(Ankhon ki masti mein Palko ki basti mein)-2
Dil mera rahene laga
Aaya hai suhana ye pyaar ka zamana
Diwana mein diwana main tera hoon diwana
(Ankhon ki masti mein Palko ki basti mein)-2
Dil mera rahene laga
(Aaya hai suhana ye pyaar ka zamana)-2
(Bahoon mein apne tum janeman rahene do
Iss dil se uss dil ko dil ki soch kehne do)-2
Haa
(Socha the jo maine Chaha tha jo maine)-2
Woh mujhe rab ne diya..
Hoga na kabhi bhi pyaar ye purana
Diwana main diwana main tera hoon diwana
Haa !
(more…)
Page 1 of 11







