Sms ‘n’ Shayari : Shayri,Songs Lyrics & Jokes

Most Organized & Biggest Collection for Shayari, Sms, Orkut Scraps, Jokes & Songs Lyrics.
Indias Most happending Community



Fursat nahin rulane ke waste(shairy)


Fursat nahi rone rulane ke waste,
Kyon yaad aate ho hame tadpaneke waste,
Jab humse daman chhuda hi lena tha
To kyon nazar aate ho dil jalaneke waste…

(more…)

Be-adab hun,Saza Chahta hai hun (ishq)

Teray Ishq Ki Inteha Chahta Hoon…
Meri Saadgi Dekh Keya Chahta Hoon….
Sitam Ho Ya Ho Waada-e-Bay Hijabi…..
Koi Baat Sabr Aazmana Chahta Hoon……
Yeh Jannt Mubarak Rahay Zahidoon Ko…..
K Main Apka Saamna Chahta Hoon………
Bhari Bazm Main Raaz Ki Baat Keh Di…….
Bara Bay Adab Hoon Saza Chahta Hoon …..
(more…)

Jhakkas ho tum (shayari sms)

Ghoda jo khaye wo ghaas ho tum,
budhe ka chawanprash ho tum,
idiot stupid bakwas ho tum,
par jo bhi ho jhakkas ho tum…
(more…)

Kehkar apna banaya nahi jata (Shairy sms)

Yun toh hasne walon ko kabhi rulayanahi jata,
Lehronse paniko hataya nahi jaata,
Honewale ho jaate hai khud hi dilse apne,
Kisiko kehkar apna banaya nahi jaata…

Tag: [tag]Shairy, sms, texting, orkut[/tag]

Usko Dekhe bina na sukun (sms)

Yadonse dil bharta nahi,
dilse yaadein nikalti nahi,
ye kaisi chahat hai dostoN,
ke usse dekhe bina sukun milta nahi…

Tag: [tag]shairy, sms, texting, orkut, hindi[/tag]

sms shayari-Par unhe na bada saka koi

Badalte is zamane ne sabko badal daala, usne hawa, khwab aur khayal ko badal dala, par unhe na badal saka koi, jinke liye humne apne aapko badal daala…

Tag: [tag]shairy, sms sher, texting, sms[/tag]

Likh diya naam, mitaya nahin gaya (sms shairy)

Wo ruth gaye is kadar ke manaya na gaya, dur itne ho gaye ke paas bulaya na gaya, dil to dil tha samundar ki ret nahi, likh diya jo uska naam to phir mitaya na gaya…

Tag: [tag]shairy, sms, texting, hindi sms, dard[/tag]

Haste hue roye (Sad shayari sms)

Yaado main kabhi aap bhi khoye hoge
khuli aankho se kabhi aap bhi soye hoge
maana hasna hai aadat gum chupaane ki
par haste haste kabhi aap bhi roye hoge

Tag: [tag]sms, sad shayari, shayri, shairy,orkutting, scrapping[/tag]

Na seh sakenge tera intezaar (judai /missing u sms)

Khaatir tere ye mohabbat nissar,
Koi nahi aur hasrat, Sirf nazar tera hi pyar..
Najao yun dur tum hamse,
Na seh sakenge hum tere intezaar …

Created by : smsBABU

Tag: [tag]sms, texting, shayri, shairy, mobile shayari[/tag]

Apki Judai mein

Aapko pakar ab khona nahin chahte,
itna khush hokar ab rona nahin chahte…
Yeh aalam hai hamara apki judai mein ki..
Ankhon mein neend hai magar sona nahin chahte .. !

Tag: [tag]sms, texting, shayri, shairy, judai[/tag]

Page 1 of 11

  • Biggest Shayari Community


[x] Do you like Poetry?
Are you a great Shayari Kadradaan.
Click here to access more than 100000 poetry
and meet many great poets at Biggest Community
Click Here to Join Yoindia ShayariAdab