Sms ‘n’ Shayari : Shayri,Songs Lyrics & Jokes

Most Organized & Biggest Collection for Shayari, Sms, Orkut Scraps, Jokes & Songs Lyrics.
Indias Most happending Community



Mar Jawaan Mar Jawaan-lyrics(Fashion)

Fashion
(Mar Jawan.. Mar Jaawaan, Tere Ishq Pe Mar Jaawaan) - 2
Bheegi Bheegi Sapno Ka Jaisa Khat Hai Yeh
Haay Gili Gili Chaahat Ka Jaise Lat Hai Yeh
(Mar Jawan Mar Jaawaan, Tere Ishq Pe Mar Jaawaan) - 2

Soche Dil Ke Aisa Kaash Ho, Tujhko Ek Nazar Meri Talaash Ho
Jaise Khwaab Hai Aankhon Mein Base Meri
Waise Nindon Pe Silvate Pade Teri
Bheegi Bheegi Armaano Ki Raahat, Hai Yeh
Haay Geeli Geeli Kwaahish Bhi Toh Bekhud Hai Yeh
(Mar Jawan Mar Jaawaan, Tere Ishq Pe Mar Jaawaan) - 2
(more…)

Maati Ko Laajaana Na-lyrics(Fashion)

Fashion

bade bade tufaanon ke aage kabhi nahin jo haara hai
naari ki taaqat par ab tak zinda desh tumhaara hai

maati ko lajaana na is maati ko lajaana na
desh hai mahaan isaki shaan ko mitaana na
maati ko lajaana na is maati ko lajaana na
desh hai mahaan is ki shaan ko mitaana na

vichhada hua yahaan ka vichhadi ka nuur hain
haan vichhadi ka nuur hain
(is) maati mera ma hua sitaaji ka sinduur hain
sitaaji ka sinduur hain
desh ke javaanon o faishan ke divaanon
thodi baat puraani maano
apani sej ko paraayi naag se kabhi sajaana na

galiyaan paraayin ko khoya tera dhyaan hain
ho khoya tera dhyaan hai
apani puujaaran ka tu hi bhagavaan hai
tu hi bhagavaan hai
raam hai tu usaka ghanashyaam hai tu usaka
chaaron dhaam hai tu usaka
aisi naari ke jigar pe kataari tu chalaana na

Album: Fashion
Director: Ronnie Screwvala
Producer: Ronnie Screwvala
Singer(s): HEMANT, BELA MUKHERJEE
Story: Ajay Monga
Music: Salim Merchant, Sulaiman Merchant a.k.a Salim- Sulaiman
Lyrics: Irfan Siddique, Sandeep Nath
Guest Appearance: Karan Johar, Madhur Bhandarkar, Manish Malhotra
Cast: Priyanka Chopra, Arjan Bajwa, Kangna Ranaut, Mugdha Godse,Arbaaz Khan, Harsh Chhaya, Sameer Soni, Kitu Gidwani
Year: 2008

Kuchh Khaas Hai Kuchh Paas Hai-lyrics(Fashion)

Fashion
(Kuchh Khaas Hai Kuchh Paas Hai, Kuchh Ajanabi Ehsaas Hai
Kuchh Duriyaan Najdikiyaan, Kuchh Hans Padi Tanhaayiyaan
Kya Yeh Khumaar Hai, Kya Aitbaar Hai
Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad
Kya Yeh Bahaar Hai, Kya Intjaar Hai
Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad) - 2
(more…)

Honthon Pe Tera Naam-lyrics(Fashion)


Fashion Ka Hai Yeh Jalwa-lyrics(Fashion)

Fashion
Jalwa, Jalwa, Jalwa…….

Jismon Ka Hai Yeh Jalwa, Kismon Ka Hai Yeh Jalwa
Shoharat Bhi De Yeh Jalwa, Maksad Bhi De Yeh Jalwa

Dilkash Lage Yeh Jalwa, Mehkash Lage Yeh Jalwa
Nasha Hi Nasha Yeh Jalwa, Maja Hi Maja…, Nasha Hi Nasha..
Jalwa
Aag Si Rawaaniya…, Leti Hai Angadaayiya…
Yeh Jala De Dilon Mein Chingaariya..
(Yeh Jalwa - 2 Fashion Ka Hai Yeh Jalwa) - 4
(more…)

Bahaaron Se Puuchho Nazaaron Se Puuchho-lyrics(Fashion)

Fashion
bahaaron se puuchho nazaaron se puuchho
dil kyon divaana mera ho gaya
laakh sambhaala magar kho gaya
bahaaron se puuchho nazaaron se puuchho
dil kyon divaana mera ho gaya
laakh sambhaala magar kho gaya
(more…)

Aashiyana,Aashiyana,Aashiyana-lyrics(Fashion)

Fashion
Aashiyana…..
Aashiyana…..
Aashiyana…..

Mujhko Hai Mila Meri Manjil Ka Nishan
Kyun Abb Ho Gila Koyi Abb Na Hai Gumaan
(Thodi Si Mehaki Si, Thodi Si Behaki Si Meri Jindagaani) - 2
(Aashiyana Mera Hai Yahaan, Mera Jamaana Mera Hai Jahaan
Abb (Mujhe Fursat Hai Kahaan) - 2) - 2
Aashiyana…..

Roko Na Mujhe, Koyi Toko Na Mujhe
Dheere Dheere Haule Haule Khona Hosh Hai
Khushbu Iss Kadar, Mujhe Abb Kahaan Hai Sabar
Dheere Dheere Haule Haule Dil Madhosh Hai
(Thodi Si Mehaki Si, Thodi Si Behaki Si Meri Jindagaani..) - 2
(Aashiyana Mera Hai Yahaan, Mera Jamaana Mera Hai Jahaan
Abb (Mujhe Fursat Hai Kahaan) - 2) - 2
(more…)

Yun Shabnami pehle nahi thi chandni-Lyrics(Saawariya)

Lyrics of Hindi Movies / Bollywood movie songs


Yoon shabnami pehle nahi thi chandani
Chand woh bharman gaya
Tujhko dekha to sharama gaya
WOh churane laga hai nazar
Yoon shabnami pehle nahi thi chandani
(more…)

Page 1 of 11

  • Biggest Shayari Community


[x] Do you like Poetry?
Are you a great Shayari Kadradaan.
Click here to access more than 100000 poetry
and meet many great poets at Biggest Community
Click Here to Join Yoindia ShayariAdab