Insult sms-qualities of insaan
Aapki Chal Mor Jaisi,
Aawaz Koyal Jaisi,
Dimag Lomdi Jaisa,
Gussa Sher Jaisa,
Aankhein Hiran Jaisi,
But Kitna Achha Hota Agar
.
..
.
.
(more…)
Daaru Peena Zaruri Hai - Sharaab shayari
Daruse Nasha Badhta Hai,
Nashese Junun,
Jununse Mehnat,
Mehnat Se Paisa,
Paise Se Izzat
Isliye Izzat Paneke Liye
Daru Pina Bahut Zaroori Hai! CHEERS!!!
अश्लील बातें - अशलील बातें
Aur neta ji bhashan sunane lage,
Janta ko apne wayde batane lag gaye,
Poocha kisi ne ki aalingan desh prem ka kitna zaroori,
Bechare netaaji, isko ashleel batane lag gaye !!!
मेरा भारत महान - Mera Bharat Mahan
strong>मेरे जन्म, मेरी यौवन, मेरा कर्म, मेरा संपूर्ण जीवन,
मेरे इस देस के नाम, इसने जो दिया हमें,
इसको सादर प्रणाम
मेरा भारत महान
मेरा भारत महान
Ansuon mein hame paoege | Achchi Shayari
unkliye jab humne bhatkna chhod diya,
yad me unki jab tdpna chhod diya,
wo roye bahot akar tab humare pas,
jab humare dil ne dhadkna chhod diya
woh roye tab.. Wah shayari
unkliye jab humne bhatkna chhod diya,
yad me unki jab tdpna chhod diya,
wo roye bahot akar tab humare pas,
jab humare dil ne dhadkna chhod diya
Painful Shayari | Dard Shayari
hum jal kar v roshni failate rahe,
isliye log hume jalate rahe,
mere jalne ko kisi ne dekha hi nahi,
meri roshni pe sab mushkurate rahe.
Good Shayari for Sms
Ek sirf humien awara kehna koi bada ilzam nahi,
duniawale dilwalon ko bahut kuch kehte hain,
kuch tarste hain paani ko kaee mar jaate hain doob kar,
dekhiye na is jahan dilwale bahut kuch sehte hain.
Hamare jaisa kahan paoge!
thukra kar humein wo bhi pachtaein ge tamam umar,
hamare jaisa chahnewala kahan paye ge tamam umar.
Woh too Jayenge (Sachcha Pyar)
Rula k humein wo khush ho jaenge,
saath main n sahi humare jaane k baad muskuraenge,
lekin dua hai us khuda seke meri jaan ko kabhi dard n dena,
hum to seh gaye lekin wo ” toot jaenge”.






