Basanti-Sholay-Dharmendra-Gabbar Joke
aajkal maanav bahut vikas kar raha hai,
baap gabbar ka to
beta dharmendra k role ka abhyas kar raha hai.
1 din hamare padosi film dekhne gaye sholey,ghar aake apni biwi se bole,basanti jara 1 2 thumke hame b dikha de,unka beta b film dekh k aaya tha,usne dharmendra ka role nibhaya aur apni ma ki taraf ungli kar bola,basanti mat nachna is kutte k aange
Submitted by Dilparag
Also Try Following:
- Dard e ishq sms shayriItna kuch khoya ke hame paana na aaya, pyar kiya to jatana
- Dil me samana nahi aya (dard ishq)Itna kuch khoya ke hame paana na aaya, Pyar kiya to jatana na
- Hindi sms Joke : Chutkula Ek bar ek ladke ka rishta nahi ho raha tha. Kisi ne
- Khallas..Jo bhi aaye yahan pe -Lyrics (Khallas)koi dil se gaya, mehfil se gaya koi dub gaya, saahik se gaya jo







