Tum Kya Jaano Dil-Lyrics(Aashiq)
advertisements
Tum Kya Jaano Dil Karta Tum Se Kitna Pyaar
Rehta Hai Mujhko Bas Tumhara Intezaar
Aisa Hai Ye Deewanapan
Jab Tak Na Dekhoon Tum Ko Aaye Na Karaar
Lagja Mere Seenese Yaar
Tum Kya Jaano Dil Karta Tum Se Kitna Pyaar
Rehta Hai Mujhko Bas Tumhara Intezaar
Aisa Hai Ye Deewanapan
Jab Tak Na Dekhoon Tum Ko Aaye Na Karaar
Lagja Mere Seenese Yaar
Pehle Kabhi Tu Dil Mera Itna Nahin Tha Deewana
Kya Cheez Hai Deewangi Paake Tujhe Mein Na Jaana
Tujhko Dekha Tujhko Chaaha Tera Ho Gaya
www.smsnshayari.com
Jaanejaana Main Tere Khwaabon Mein Kho Gaya
Aa Choom Loon Tujhe Baar Baar
Tum Kya Jaano Dil Karta Tum Se Kitna Pyaar
Rehta Hai Mujhko Bas Tumhara Intezaar
Aisa Hai Ye Deewanapan
Jab Tak Na Dekhoon Tum Ko Aaye Na Karaar
Lagja Mere Seenese Yaar
Uff Kya Sama Jawan Hai Aagosh Mein Chandni Hai
Bikhri Hai Jo Yahan Wahan Woh Pyaar Ki Roshni Hai
Hai Tere Hi Dam Se Meri Chhahat Ka Jahan
Tera Jaisa Aashiq Sabko Milta Hain Kahan
Tujhpe Sanam Meri Jaan Nisar
www.smsnshayari.com
Tum Kya Jaano Dil Karta Tum Se Kitna Pyaar
Rehta Hai Mujhko Bas Tumhara Intezaar
Aisa Hai Ye Deewanapan
Jab Tak Na Dekhoon Tum Ko Aaye Na Karaar
Lagja Mere Seenese Yaar
Movie Name:Aashiq
Music Director:Sanjeev-darshan
Singer:Udit Narayan, Alka Yagnik
Actors:Anupam Kher, Bobby Deol, Karishma Kapoor, Mukesh Rishi
Director:Indra Kumar
Lyrics:Sameer
Producer:Shweta International
Year:2001
Try following similar ITEMS:
- Dekhun Tujhe to pyar-Lyrics (Apne)
(dekhoon Tujhe Toh Pyaar Aaye Sine Se Dil Chala Jaaye) - 2 Tere Aane Se Pehle, Tere Jaane Ke Baad Aati Hai Aati Hai Teri Hi Teri Yaad Teri .... - Gori Tera Nakhra-Lyrics(Aashiq)
--MALE-- Gori tera nakhra dil ko bhaaye Teri adaa to aag lagaaye Hey, gori tera nakhra dil ko bhaaye Teri adaa to aag lagaaye --FEMALE-- I ....
- Aashiq Mujhe Aashiq-Lyrics(Aashiq)
Aashiq Mujhe Aashiq Tune Banaya Walawala Aashiq Mujhe Aashiq Tune Banaya Walawala Dil Hai Tera Mere Seene Mein Dil Hai Tera Mere Seene Mein....
- Neend Aati Hai-Lyrics(Kuch Dil Ne Kaha)
--MALE-- Neend aati hai na is dil ko qaraar aata hai Kya karoon ae yaar mujhko tujhpe pyaar aata hai --CHORUS-- La la la la, la la la la la....

















