Piyaa Jab se more naina-Lyrics (Big Brother)
piyaan jab se more naina tohse lad gaye
piyaan jab se more naina tohse lad gaye - 2
baanwari si phiru
tera intzaar karu
kyun tadpa diya
jiyaan jab se more naina tohse lad gaye - 2
baanwara sa phiru
tera intzaar karu
kyun tadpa diya
jiyaan jab se more naina tohse lad gaye
tera roop chaandani si dhoop hai
chandan sa mehka tan yeh khoob hai
tera dhang aisa hai lajawaaab
teri sharm haaye suroor hai
tera roop chaandani si dhoop hai
maalik ne tujhe banaake, phir tujh sang preet laga ke
yeh karam hai kiya, re piyaan
piyaan jab se more naina tohse lad gaye - 2
naina aa aa…
jab se more naina
jab se mo o o o… ree naina….
naina aa aa…
naina aa aa aa…
tujko paake mere saajan yuun laga
tapti zameen ko saawan ho mila
tan mann ke madhuban ki har kali ko
subah ki shabnam ka sang mila
tujko paake mere saajan yuun laga
tujke paake lagein hai aise
kayi janmon ka haal jaise, maalik ne hai sun liya, re jiyaan
jiyaan jab se more naina tohse lad gaye
piyaan jab se more naina tohse lad gaye
baanwari si phiru
tera intzaar karu
kyun tadpa diya
jiyaan piyaan
jab se more naina, lad gaye piyaan aaa
jab se more naina tohse lad gaye
haa aa aan, mm mm la la la
jiyaan… lad gaye
jab se more naina tohse lad gaye jiyaan
Movie Name: [tag]Big Brother[/tag]
Singer: [tag]Kunal Gunjawala, Shreya Ghosal, Ustad Sultan Khan[/tag]
Music Director: [tag]Sandesh Shandilya[/tag]
Lyrics: [tag]Anil Pandey[/tag]
Year: [tag]2007[/tag]
Producer: [tag]Guddu Dhanoa[/tag]
Director: Guddu Dhanoa
Actors: [tag]Priyanka Chopra, Shahbaaz Khan, Sunny Deol[/tag]
Also Try Following:
- Maula le meri Jaan-Lyrics(Chak de India)(Bollywood Songs Lyrics) (bhiga/tija Tera Rang Tha Main Toh - 2 Jiyaan Tere Dhang
- Jab se tere Naina mere naino-Lyrics(Saawariya) [lage re lage re lage re naianwa lage re lage re]2 Jab se tere
- Tujhe Main Pyar Karu Lyrics 1920 (2008) Tujhe main pyar karu Aur itna pyar karu Tujhe main pyar karu Aur itna pyar
- Alvida - Keh diya-Lyrics(Life in a Metro) hupake Se Kahin, Dheeme Paanv Se Jaane Kis Taraf, Kis Ghadi Aage Badh Gaye







