Mera dil kehne laga-Lyrics(Paagalpan)
advertisements
–Male–
Mera Dil Kehne Laga
Dil Mein Koi Rehne Laga
Raat Din Yaad Sataaye
Sapna Tera Aaye Jaaye
Main Banaa Jab Se Tera Deewana
Pyaar Kya Hai Sanam Maine Jaana
–Female–
Tune Mera Chain Churaaya
Chaahat Ka Dard Jagaaya
–Male–
Mera Dil Kehne Laga
–Female–
Dil Mein Koi Rehne Laga
–Male–
Tanha Jo Kahin Main Tera Naam Loon
Chhaane Kyoon Lage Bekhudi
www.smsnshayari.com
–Female–
Aake Tu Mujhe Baahon Mein Thaam Le
Kehti Hai Yeh Meri Zindagi
–Male–
Betaabiyon Ko Qaraar De
Aa Zara Aa, Mujhko Pyaar De
–Female–
Neend Gayi, Hosh Udaaya
Kaisa Nasha Mujhpe Chhaaya
Mera Dil Kehne Laga
–Male–
Dil Mein Koi Rehne Laga
www.smsnshayari.com
–Female–
Dil Mein Dhadkanein Rehti Hai Jis Tarah
Mujh Mein Us Tarah Tu Sanam
–Male–
Tere Bin Kabhi Yeh Saansein Na Chale
Saanson Ko Hai Meri Kasam
–Female–
Har Pal Rahe Saamne Tu
Ab Meri Yehi Hai Aarzoo
–Male–
Maine Tujhe Jab Se Paaya
Duniya Ko Pal Mein Bhulaaya
Movie Name:Paagalpan
Music Director: Raju Singh
Singer:Shreenivas And Chitra
Lyrics:Sameer
Actors:Arti Agarwal, Karan Nath
Director:Joy Augustine
Producer:Rajiv Shah
Year:2001
Try following similar ITEMS:
- Mera Dil Ek Khaali Kamra-Lyrics(Yeh Raaste Hain Pyar Ke)
-MALE-- Hm hm hm hm hm hm hm hm, hm hm hm, hm hm hm hm Mera dil ek khaali kamra, kamre mein koi rehne laga - 3 Yeh saara zamaana kehne laga....
- Dekhte dekhte kya se kya ho gaya-Lyrics(Paagalpan)
-MALE-- Dekhte dekhte kya se kya ho gaya Dekhte dekhte kya se kya ho gaya Baawafa pyaar bhi bewafa ho gaya Bewajaa hai mili yeh mujhko saza....
- Chori chori dekha tumhe-Lyrics(Om Jai Jagadish)
--FEMALE-- Chori chori dekha tumhe, chori chori chaaha tumhe Chori chori maanga tumhe, chori chori pooja tumhe Aap ko to khabar nahin iski ....
- Haan Mera Deewanapan-Lyrics(Deewaanapan)
--MALE-- Hey hey hey hey, hey hey hey Haan mera deewanapan kuch kaam to aaya - 2 Oh, haan mera deewanapan kuch kaam to aaya Hey, aaj tere h....

















