Humko Chhoone Paas Aaiye-Lyrics(Zindaggi Rocks)
advertisements
humko chhoone paas aaiye rag rag bharne paas aaiye - 2
paas aakar kuchh dil ko behlaakar
ho kuchh baaten armaan hai
gam sab de de aaisa hai
hampe takaluff ho kuch silasila nikle
aap agar paas aaiye
doobe bhanvar mein yun jaane kahaan nikle
aap agar pass aaiye
itni si bas mehfil ho
aap iss dil mein shaamil ho
humko chhoone paas aaiye rag rag bharne paas aaiye
tham jaaye raat aadhi badh jaaye baat aadhi
hampe takalluff ho kuchh silsila nikle
aap agar paas aaiye
www.smsnshayari.com
doobe bhanvar mein yun jaane kahaan nikle
aap agar pass aaiye
chhoo lene se hararat badhi
kaise kahe tumhen ajanabi
ho tum zindagi kab thi khabar
kya tha yakeen banke lagan
banke khushi
bas jaaoge mujh mein kahi
haa chhoo lene se hararat badhi
kaise kahe tumhen ajanabi
ho tum zindagi kab thi khabar
kya tha yakeen banke lagan
banke khushi
bas jaaoge mujhmein kahi
ek pal ko paas aakar kuchh dil ko behlaakar
aaisa kuchh kar lete hain
www.smsnshayari.com
ghar tumko kar lete hain
humko chhoone paas aaiye rag rag bharne paas aaiye
o yeah yeah …
yeh chand lamhen bhi jald beet jaayenge
raahen juda ho jaayegi
ham saath ho na ho
dil se duaan denge khushiyon bhari ho zindagi
Movie Name:Zindaggi Rocks
Music Director:Anu Malik
Singer:Sunidhi Chauhan
Actors:Kim Sharma, Moushmi Chatterjee, Shiny Ahuja, Sushmita Sen
Director:Tanuja Chandra
Producer:Anuradha Prasad
Year:2006
Try following similar ITEMS:
- Duniya walon Ko-Lyrics(Umar)
(duniya walon ki nahi kutch bhi khabar - 2 kahe pyar karne ki hai yeh koi umar ham kahe dil se dil mile jo agar - 2 tab hai pyar karne ki h....
- Allah Hafiz-Lyrics(Bhool Bhulaiyaa)
O Raahi Chal - 2 O Raahi Chal - 2 Zindagi ka safar ajanabi ajanabi Saanson ki rehgujar ajanabi Na tujhe hai khabar Na mujhe hai khabar Chal....
- Rabbi-Lyrics(Zindaggi Rocks)
tera nishaan har shay mein mila hain har pal tera zamzam se dhula hain zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi ....
- Zindaggi Rocks-Lyrics(Zindaggi Rocks)
zindaggi rocks - 2 you wanna do the jig you wanna do it now you wanna do the grind aaisi ki taisi kya kar lega zamana - 2 you gotta party i....

















