Jo Pyar Tumne-Lyrics(Jaal)
advertisements
Jo pyaar tumne mujhse kiya hai
O, jo pyaar tumne mujhse kiya hai
Kya naam tumne usko diya hai
Pyaar to ek anjaana ehsaas hai
Jo na bujhke bujhe yeh voh pyaas hai
Tum nazar se mohabbat ka paigaam do
Pyaar ko jaaneman pyaar ka naam do
Pyaar ka naam do, pyaar ka naam do
Tanhaaiyaan thi is zindagi mein
Aansoo bhare the meri khushi mein
Sehra bichha tha ek dard ka
www.smsnshayari.com
Tera soona sa jeevan sajaaoonga main
Teri raahon mein khushiyaan bichhaaoonga main
Sangdil is jahan ko dikhaaoonga main
Yeh kasam li hai vaada nibhaaoonga main
Nibhaaoonga main, nibhaaoonga main
Jo pyaar tumne mujhse kiya hai
Kya naam tumne usko diya hai
Ho, jo pyaar maine tumse kiya hai
Bas pyaar ka naam usko diya hai
Dil ko umangon se bhar diya hai
Na jaane tumne kya kar diya hai
Sach lag raha hai sapna mera
www.smsnshayari.com
Rang laayi sanam meri deewaangi
Dillagi ban gayi aaj dil ki lagi
Bevaja hi nahin pyaar mein bekhudi
Yeh hai jaadu mera ae mere hamnasheen
Ae mere hamnasheen, ae mere hamnasheen
Jo pyaar tumne mujhse kiya hai
Kya naam tumne usko diya hai
Pyaar to ek anjaana ehsaas hai
Jo na bujhke bujhe yeh voh pyaas hai
Tum nazar se mohabbat ka paigaam do
Pyaar ko jaaneman pyaar ka naam do
Pyaar ka naam do, pyaar ka naam do
Haan, jo pyaar tumne mujhse kiya hai
Kya naam tumne usko diya hai
Ho, jo pyaar maine tumse kiya hai
Bas pyaar ka naam usko diya hai
Movie Name:Jaal
Music Director:Anand Raj Anand
Singer:Chitra, k.k.
Actors:Amrish Puri, Farida Jalal, Jackie Shroff, Reema Sen, Sunny Deol, Tabu
Director:Guddu Dhanoa
Producer:Harish Shah, Vinod
Year:2002
Try following similar ITEMS:
- Pehla Pehla Pyaar Ho Gaya-Lyrics(Jaal)
hey hey hey Hey hey hey hey hey hey, hey Pehla pehla pyaar ho gaya Pehli pehli baar ho gaya, haan Pehla pehla pyaar ho gaya Pehli pehli baa....
- Ek Ladki Bas Gayi-Lyrics(Jaal)
Ek ladki bas gayi mere mann mein - 2 Jaan base jaise dhadkan mein Oye oye oye ek ladki bas gayi mere mann mein Jaan base jaise dhadkan mein....
- Kahin Na Kahin-Lyrics(Paagalpan)
Kahin Na Kahin Hai Woh Deewani Mujhse Abhi Hai Anjaani Kahin Na Kahin Hai Woh Deewani Mujhse Abhi Hai Anjaani Oh Aayegi Kabhi To Saamne Woh....
- Tumse Milke Hua-Lyrics(42 Kms)
(Tumse Milke Huwa Mujhape Kaisa Asar Abb Kisi Pe Nahi Theharati Yeh Najar) - 2 (Tumne Kya Kar Diya, Mujhako Kya Ho Gaya Main Kahin Kho Gaya....

















