Dil Le Gaya Pardesi-Lyrics(Talaash)

Dil Le Gaya
Dil Le Gaya Pardesi Koi Rok Na Tha..(2)
Kya Hoga Hoga Hoga Mera Sochna Tha
O Kya Hoga Hoga Hoga Mera Sochna Tha
Kya Hoga Hoga Hoga Mera Sochna Tha..(3)
Dil Le Gaya Sochna Tha
(Aag Kyon Lagaye Bhala Sard Sard Paani Mein
Kyon Mujhe Jalaaye Aise Tu Bhari Jawani Mein)(2)
Tanha Tadap Ke Aise Kahin Mar Na Jaaon Mein
Kya Hai Bekaraari Meri Kaise Yeh Bataaon Mein
Kya Ho Gaya
Kya Ho Gaya Kab Kaise Mujhe Hosh Na Tha..(2)
Kya Hoga Hoga Hoga Mera Sochna Tha..(2)
www.smsnshayari.com
(Ek Doosre Ko Dilbar Aise Aazmaane Mein
Umar Beet Jaye Na Uh Roothne Manane Mein)..(2)
Door Jitna Jaayega Tu Paas Utna Aaongi
Baazoon Mein Teri Saari Zindagi Beetaongi
Chaaha Tujhe
Chaaha Tujhe Jo Maine Mera Dosh Na Tha..(2)
Kya Hoga Hoga Hoga Mera Sochna Tha
O Kya Hoga Hoga Hoga Mera Sochna Tha
Dil Le Gaya Pardesi Koi Rok Na Tha..(2)
Kya Hoga Hoga Hoga Mera Sochna Tha
www.smsnshayari.com
O Kya Hoga Hoga Hoga Mera Sochna Tha
Kya Hoga Hoga Hoga Mera Sochna Tha..(3)
Movie Name:Talaash
Music Director:Sanjeev-darshan
Singer:Alka yagnik
Lyrics:Sameer
Actors:Akshar Kumar, Kareena Kapoor
Director:Suneel Darshan
Producer:Pahlaj Nihalani
Year:2002
Try these also:-
- Pardesi Pardesi Jaana Nahin-Lyrics(Raja Hindustani)
--Male-- Hmmm.. Pardesi pardesi Pardesi pardesi jaana nahin --Female-- jaana nahin --Male-- Humein chhod ke --Female-- o o humein chhod ke --Male-- Pardesi pardesi jaana nahin --Female-- tu jaana nah....
- Yaar Badal Na Jaana-Lyrics(Talaash)
Armaanon Ke Is Gulshan Me Tum Aaye Ho Saawan Ki Tarah Yaar Badal Na Jana Mausam Ki Tarah O Mere Yaar Badal Na Jana Mausam Ki Tarah Tum Kya Jaano Mere Dil Mein Tum Rehti Ho Dhadkan Ki Tarah Yaar Badal....
- Tune Kaha Jab Se Haan-Lyrics(Talaash)
(Tune Kaha Jab Se Haan Ye Lab Muskurane Lage) (3) Mujhme Jagaye Dil Dhadakne Laga ..(2) Maine Sapne Sajane Lage Tune Kaha Muskurane Lage(2) Pal Mein Hasaya Pal Mein Rulaya Tu Ne Mujhe Haai Kitna Sata....
- Rabba Pyar Se Mila De-Lyrics(Talaash)
(Main Masti Main Mastani Hoon Is Duniya Se Aanjani Hoon)..(3) Main Jis Ke Liye Deewani Hoon Woh Chehra To Dekhla De Rabba Pyar Se Mila De..(4) Dil Ko Tere Chain Kahin Hain Bechaini Tadpaati Hain Tanh....












