Tu saala kaam se gaya-lyrics(Golmaal returns)
advertisements
[Maine tujhse pyaar kiya hai
Tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai
Main tujhape qurbaan]2
Tera zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo hua beimaan
Tu saala
Tu saala
Tu saala
Kaam se gaya
Teri nazaron pe
Jaan-e-jaan meri nazar hai
Teri saari harkato ko
Mujhko khabar hai
Are mastiyo mein duba hua hai
Tujhe nahi fikar hai
Aaja aaja hosh mein aaja
Tera zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo hua beimaan
Tu saala kaam se gaya
Aisi waisi galiyon se
kabhi na gujarana
Kisi bewafa ke chehre pe tu na marna
Mujhse kabhi bhi
Tu bewafaai na karna
Sach kehti hoon jaanu rehna saavdhan
Tera zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo hua beimaan
Tu saala kaam se gaya
[Maine tujhse pyaar kiya hai
Tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai
Main tujhape qurbaan]2
Tera zara sa bhi
zara sa bhi
zara sa bhi
Dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Jo na bachake raha tu meri jaan
Tu saala kaam se gaya
Movie Name : Golmaal Returns
Singer : Anushka Manchandani
Actors : Ajay Devgan, Amrita Arora, Arshad Warsi, Kareena Kapoor, Shreyas, Tusshar Kapoor
Director : Rohit Shetty
Producer : Dhilin Mehta
Year : 2008
Try following similar ITEMS:
- Tha tha kar ke-lyrics(Golmaal returns)
[Chal hat ja re Na panga le Ho jayega nahi to danga re]2 Aaja Lag ja gale se mere Tha tha kar ke Tha tha kar ke Sari duniya se ishq baiyan ....
- Mujh Pe To Jadoo-Lyrics(Race)
Well gal You know i m thinking about you everyday This is only one thing i got to say Oh ho To You My Gal !!!! Best seen in d wider world A....
- Aaja AA Bhi Jaa Le Aayi Raat -Lyrics- (EMI)
Aaja aa bhi ja Aaja aa bhi ja Le aayi raat apne saath aisi baat haaye Hogi haan hogi tujhse aaj mulakaat haaye Le aayi raat apne saath aisi....
- Khoya Khoya Chaand Hai-Lyrics(Yeh Raaste Hain Pyar Ke)
Khoya khoya chaand hai, kya suhaani shaam hai Honton pe ek naam hai, naam hai tera O jaane jaan, aaja na tadpa - 2 Ho, jaan tere naam hai, ....

















