Tu Bole Main Boloon-Lyrics(Jaane Tu Ya Jaane Na)

Tu bole glass aadha khali,
mein bolu aadha bhara,
Mein bolu kitna saara,
tu bole, zara zara..
Mein bolu din hai to,
tu bole raat nahi..
Baat to wahi hai naa,
Bass wahi baat nahi..
Baat to hai bass yahi ki,
Meri baat bass..
(Jaane tu..jaane tu ya jaane naa,
Maane tu..maane tu ya maane naa) - 2
Ha ha ha ha..
Ha ha ha ha..
Aa aa aa
Aa aa aa
Tu soche yeh zindagi hai,
yeh naa badlegi kabhi,
Mein sochu sab badalta hai,
Kyu naa badlegi kabhi..
Mein sochu tu hi tu,
Mera koi aur nahi,
Tu soche, mein hu tera,
Bass tera koi aur nahi..
Koi aur ho ya naa ho,
Tu hai, mein hu, bass..
(Jaane tu..jaane tu ya jaane naa,
Maane tu..maane tu ya maane naa) - 2
Movie :Jaane Tu Ya Jaane Na
Singer :Rahman AR
Music Director :Rahman AR
Lyrics : Abbas Tyrewala
Year : 2008
Actors : Genelia Dsouza, Imraan Khan
Director :Abbas Tyrewala
Producer : Aamir Khan, Mansoor Khan
Also Try Following:
- Kabhi Kabhi Aditi Zindagi-Lyrics(Jaane Tu Ya Jaane Na) Kabhi kabhi aditi zindagi mein yuhi koi apna lagta hai, Kabhi kabhi aditi
- Jaane Tu Meri Kya Hai-Lyrics(Jaane Tu Ya Jaane Na) Jaane tu meri kya hai, jaane mein tera kya tha, Saath tere har
- Kahin Toh Hogi Woh-Lyrics(Jaane Tu Ya Jaane Na) Kahin to.. kahin to Hogi wo, Duniya jahan tu mere saath hai.. Jahan mein, jahan
- Nazrein Milaana Nazrein Churaana Kahin Pe Nigahein Kahin Pe Nishana-Lyrics(Jaane Tu Ya Jaane Na) Dil kabhi ganda, kabhi hai nek banda, Dil ka bharosa kaise koi kare.. Dil







