Nazrein Milaana Nazrein Churaana Kahin Pe Nigahein Kahin Pe Nishana-Lyrics(Jaane Tu Ya Jaane Na)

Dil kabhi ganda, kabhi hai nek banda,
Dil ka bharosa kaise koi kare..
Dil kabhi thanda, kabhi hai atom bomb sa,
Yeh dhamaka kaise koi sahe..
Dil ki yahi khata hai, dil ko nahi pata hai
Dil ki yahi khata hai, dil ko nahi pata hai
Ki dil chahta hai kya..
Nazrein milana, nazrein churana,
Kahin pe nigahen, kahin pe nishana,
Nazrein milana, nazrein churana,
Kahin pe nigahen, kahin pe nishana..
(Haiii yeaahhh…hoo hoo..) - 4
Niyat ko dil ki hamesha hi sahi thi,
Dil ka irada bhi samjho nek tha,
Fitrat aawara to kya kare bechara,
Usko ho jaaye dil jisko dekhta..
(Din mein to dil sataye, raaton mein dil jagaye) - 2
Arey chahta hai kya…
(Nazrein milana, nazrein churana,
Kahin pe nigahen, kahin pe nishana) - 2
Aankhon mein koi hai basa, jaane kyu lage yeh dil khaali,
Jaan lo kyu yeh dil baja raha ek haath se taali,
Hothon se jaane kya kaha, phir bhi dil ki baatein hai dil mein,
Yeh raha tera humsafar, kisko dhundhe dil ki mehfil mein,
Jaan hai phassi, kaise naa hassi, aaye haal dil pe..
(Nazrein milana, nazrein churana,
Kahin pe nigahen, kahin pe nishana) - 2
Movie :Jaane Tu Ya Jaane Na
Singer :Anupama Deshpande, Benny Dayal, Darshana, Naresh Iyer, Satish
Music Director :Rahman AR
Lyrics : Abbas Tyrewala
Year : 2008
Actors : Genelia Dsouza, Imraan Khan
Director :Abbas Tyrewala
Producer : Aamir Khan, Mansoor Khan
Also Try Following:
- Kahin Toh Hogi Woh-Lyrics(Jaane Tu Ya Jaane Na) Kahin to.. kahin to Hogi wo, Duniya jahan tu mere saath hai.. Jahan mein, jahan
- Tu Bole Main Boloon-Lyrics(Jaane Tu Ya Jaane Na) Tu bole glass aadha khali, mein bolu aadha bhara, Mein bolu kitna saara, tu bole,
- Jaane Tu Meri Kya Hai-Lyrics(Jaane Tu Ya Jaane Na) Jaane tu meri kya hai, jaane mein tera kya tha, Saath tere har
- Kabhi Kabhi Aditi Zindagi-Lyrics(Jaane Tu Ya Jaane Na) Kabhi kabhi aditi zindagi mein yuhi koi apna lagta hai, Kabhi kabhi aditi







