Kahin Toh Hogi Woh-Lyrics(Jaane Tu Ya Jaane Na)

Kahin to.. kahin to
Hogi wo,
Duniya jahan tu mere saath hai..
Jahan mein, jahan tu,
Aur jahan, bass tere mere jazbaat hai,
Hogi jahan subah teri,
Palko ki, kirano mein,
Lori jahan chand ki,
Sune teri baahoin mein..
(Jaane naa kahan wo duniya hai,
Jaane naa wo hai bhi ya nahi,
Jahan meri zindagi mujhse,
Itni khafa nahi..) - 2
Saasein kho gayi hai kiski aahon mein,
Mein kho gayi hu jaane kiski baahon mein,
Manzilon se raahein doodhti chali,
Kho gayi hai manzil kahin rahon mein..
Kahin to, kahin to,
Hai nasha..
Teri meri har mulaqaat mein,
Hoton se, hoton ko,
Chumti, o rehte hai hum har baat pe,
Kehti hai fiza jahan,
Teri zamin aasmaan..
Jahan hai tu, meri hassi,
Meri khushi, meri jaan…
(Jaane naa kahan wo duniya hai,
Jaane naa wo hai bhi ya nahi,
Jahan meri zindagi mujhse,
Itni khafa nahi..) - 3
Movie :Jaane Tu Ya Jaane Na
Singer :Rashid Ali, Vasundhara Das
Music Director :Rahman AR
Lyrics : Abbas Tyrewala
Year : 2008
Actors : Genelia Dsouza, Imraan Khan
Director :Abbas Tyrewala
Producer : Aamir Khan, Mansoor Khan
Also Try Following:
- Jaane Tu Meri Kya Hai-Lyrics(Jaane Tu Ya Jaane Na) Jaane tu meri kya hai, jaane mein tera kya tha, Saath tere har
- Main Chala-Lyrics(Black & White) Main chala main chala Is gali uss gali Is dagar uss dagar Is taraf uss
- Tu Bole Main Boloon-Lyrics(Jaane Tu Ya Jaane Na) Tu bole glass aadha khali, mein bolu aadha bhara, Mein bolu kitna saara, tu bole,
- Kabhi Kabhi Aditi Zindagi-Lyrics(Jaane Tu Ya Jaane Na) Kabhi kabhi aditi zindagi mein yuhi koi apna lagta hai, Kabhi kabhi aditi







