Lambi Judai-Lyrics(Jannat)
Char dino ka pyaar o rabba
Lambi judai lambi judai
Rabbaaa…
Char dino ka pyaar o rabba
Lambi judai lambi judai
Tere bin dil mera lage kahin na
Tere bin jaan mere jaye kahin na
Kitne zamane baad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya
Aaaaa….aa..aaaaaaaa….
Khoye rahi mein, saason mein apne
Aahat bhi teri, bhool gaye hun
Sadiyoon se kitni tanha rahi hun
Ishq tera bhool gayi hun
Aaa… hhh
Khoye rahi mein, saason mein apne
Aahat bhi teri, bhool gaye hun
Sadiyoon se kitni tanha rahi hun
Ishq tera bhool gayi hun
www.smsnshayari.com
Uljhi rahi mein is zindagi mein
Doon kya duhai doon kya duhai
Ohhh rabbaa.. rabbaaa..
aaaaaaaaaaaa….
Kithe mein jaawaa…
Har bebasi mein, is zindagi mein
Tujh ko hi chaha, tujh ko hi manga
Jin raston se guzra yeh dil tha
Manzil mili na pyaar na paya
ohhh… hoo…
Har bebasi mein, is zindagi mein
Tujh ko hi chaha, tujh ko hi manga
Jin raston se guzra yeh dil tha
Manzil mili na pyaar na paya
Khud ko chupake rahon se guzri
Dil ko sambhle dil ko sambhle
Tere bin dil mera lage kahin na
Tere bin jaan meri jaye kahin na
Kitne zamane baad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya
![]()
Movie Name: [tag]Jannat[/tag]
Singer : [tag]Richa Sharma[/tag]
Music Director: [tag]Pritam[/tag]
Lyrics : [tag]Sayeed Quadri[/tag]
Year : [tag] 2008[/tag]
Producer : [tag]Mukesh Bhatt[/tag]
Actors : [tag]Emraan Hashmi, Sonal Chauhan[/tag]
Director : [tag]Kunal Deshmukh[/tag]
Also Try Following:
- Judai-Lyrics(Jannat) Char dino ka pyaar o rabba Lambi judai lambi judai Char dino ka pyaar
- Race Saanson Ki-Lyrics(Race) I want you to work it for me like this Oh yeah Show me
- Race Is On My Mind-Lyrics(Race) Oh yeah… I want you to work it for me like this Oh yeah Show
- Tanha dil roya re-Lyrics(Dhokha) (Bollywood Songs Lyrics) [Tanhaaai] Tanhaiee sang dil tanhaee Sang layee yaad teri sang layee Baar Baar







